We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Bezaar Nahi

by Honeyjamn x Nadir Shahzad

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

about

The song Bezaar Nahi navigates a mind that is in the process of uprooting all the dogma it has been conditioned to believe in over the years, and is on the search for a new kind of 'truth' to replace it.

Bezaar Nahi speaks of the noisy mental gymnastics that play out before submitting oneself to the state of not knowing. There is so much energy that goes into the conclusion ʻI donʼt knowʼ, and so little of it is captured in that phrase.

The allusion to khud se guftagu in the chorus embodies a yearning for clarity of thought and feeling, and simultaneously celebrates every obscure tangent of the mind.

lyrics

Mein khud se guftagu mein mubtala rahi
Haan teray falsafon mein mei rawan hoi
Kaghaz ke pej pe zaban safa hoi
Kawwa urra aur soch urni si laggi

Raising my hand par baari aaye hi na aaye na
Chuppi talab mujhe kyun ainaa dikhai na?
Mein halka halka boj lafzon se utaaroon gi
Gilla hai jiss se usse dhoond kar nikaloon gi

Guftagu hai
Khud se guftagu hai
Muk-muka toh kaafi overdue hai

Halak mein phans gayi jo baatein soh sochi thi
Unhi se jur gayi bahaanon ki jo khoj thi

Kya naya gul khilla hai up in my amygdala?
Hypothala(musst) sa sarphira sa koi sillsila
Gulabi gosht kare josh se shikwa gilla
Hosh ki koshish ko zindagi hi keh diya

Chrous:

Koi aasara toh do
Kuch shak huwe toh kuch bolo
Saare pit gaye kamzor
Kabhi meray liye bhi kuch bolo

Taqdir ki lakeer phans gayi hai loop mei.
Kal aaye ga phir azaab kis anokhe roop mei?
andheeri dhoop mei
VIP sulook mei
kitne jhoot hain
sirat-ul-mustaqeem ke route mei

Khudi se guftagu mein jo sawaal uthaa
Khudi buland kare jisse qaraar tha
Usse himmat milli ya kho gaya hai woh?
Naram kursi pe bethe so gaya hai woh?

Lafzon ke baadalon ko yoon nachor do
Khamoshi geet hai usse tu chor do
Phir chup mei naachein ge, na chupp ke nachen ge
Raqs-e-umeed mein hum such mein nachen ge

Kyun iss sayaray pe hum bekaraar hain
Maqsad binna chale toh hum faraar hain
Tayaar bhi hain par darre darre say hum
Begangi jahan hai hum sarkaar hain

Chrous:

Koi aasara toh do
Kuch shak huwe toh kuch bolo
Saare pit gaye kamzor
Kabhi meray liye bhi kuch bolo

Khud se baate karte huwe x 4

credits

released October 10, 2021
Produced by Nadir Shahzad
Written by Honeyjamn and Nadir Shahzad
Mastered by Daniel Arthur Panjwaneey

license

all rights reserved

tags

about

Cape Monze Records Karachi, Pakistan

Karachi based indie & electronic label

contact / help

Contact Cape Monze Records

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this track or account

If you like Bezaar Nahi, you may also like: